Suhagrat Par KHUNTI hi Thokte Rahe Wo

Suhagrat ki Bahut Badi BC...

Ek Ladki ki Saheli Usse Suhagrat ke bare main Puchti hai,
Saheli - Please.. pls bata na yar kya hua plsss,
Ladki - to suno wo aaye aur Kamre ki Kundi Band kar li
Saheli - fir kya hua?
Ladki - Phir unhone apna Coat utaar kar KHUNTI par taang diya
Saheli - are jaldi bata fir kya hua
Ladki - phir unhone apni Paint utari...aur Khunti par taang di
Saheli - Phir??

Ladki - fir unhone apni Shirt bhi Khunti par taang di
Saheli - Plssss jaldi bata yar fir kya hua?
Ladki - Phir kya hua ki jase hi unhone apni baniyan utaar kar KHUNTI par taangi,
KHUNTI TOOT gayi aur Vo Sari Raat KHUNTI hi THOKTE rahe...

Labels: , , , , , , ,