Behad Lambe Jokes aur Chutkule

Mom - Beta tu baal kyun nahi katwata??
Son - Tum samajhti nahi ho maa, ye fashion hai"
Mom - Are idiot...! Ladke wale teri behan ko dekhne aaye the aur tujhe pasand kar gaye hain.

**********

Hindi ki Teacher Class main padha rahi thi, Achanak Pappu Utha aur bola
Pappu - Mam, May i go to Washroom
Madam (Gusse Main) - Hindi nahi aati, Hindi ke Period main Hindi main Bola karo
Pappu - Bahanji, Pesaab Kar aaye
Madam - Theek hai jaao
Dusre din English ki Class main
Pappu - Bahan ji Pesaab kar aaye
Madam (Gusse main) - English ki class main English main Baat kiya karo
Pappu - OK Mam, May I go to Washroom
Madam - Ok Go
Pappu ne socha ki ab wo kisi ko sikayat ka mauka nahi dega
aur teesre din Sangeet ki Class main
Pappu (Gaana Gate hue) - Yayi re Yayi re Jor se Su Su AAyi Re,
Madam - Tutak Tutak Tutiya Bahar Jakar Mutiyaa

Labels: , , , ,